Thursday, October 22, 2009

Ssth -sath

Rat nahin gar hoti sajni
kya subah yon hi aajati
andhiyara na hota bhu par
ujiyare ko samajh na pati
andhiyare ko ujiyale se
ujiyale ko andhiyare se parkho
dono hi to sath sath hain
nain khol kar nirkho;

No comments:

Post a Comment